fashion sense
- 327
- 5
-
- Last Comment
What type of fashion does actually make sense whether it is for kids, adults or teenagers
Suggest some trending and exotic fashion brands also

4 Comments
|
5 Dimers
- Sort By
https://www.desidime.com/comments/permalink/10325205
Kapda tann dhakta h aur brands mann... Hope it helps 🏻
https://www.desidime.com/comments/permalink/10325709
Yes much of haute couture and even normal fashion is just mind games.
Sharon Stone just wore something off the shelf (a jumpsuit of sorts) for the first Oscars she attended in early 1990s.
Then even in (i think) 1996, it was just a turtleneck and skirt from off the shelf regular brands.
that is how she is/was. not too fussy and her basic instinct is to adjust and let go.
ek baar tou Sharon Stone ko, ek film ki shooting ke dauran.. director ne kaha.. ki.. behanji aapne jo yeh safed waala garment pehna hua hai na.. uss se 📹camerey🎥 mein chilkara/reflection aa raha hai.
Sharon Stone ne.. bina iss baat jo verify kiye, director ki baat maan kar.. veh white garment hata diya.
aur kismet dekho! veh 'scene'.. sirf uss film ka hee nahin.. balki uss decade ka aur aaney waale kai decades ka.. most viewed scene ban gaya.
aisey hee, 1989 Oscars mein.. Demi devi (Demi Moore) bhi bas aisey hee kuch.. khud se design kiya hua pehan kar chali gayi thi.
aur iske bees varsh poorv.. Barbra Streisand tou maatr USD $8 ke aas-paas khareedi koi saadi poshaak mein Oscars mein gayi thi.
Unnees sou chouranbe (१९९४) ke Golden Globes mein.. Winona devi (Winona Ryder) bhi.. bas aisey he koi saadi si vintage dress pehan kar gayi thi.
२०१८ ke (MTV) video music awards mein Ariana Grande aur
Oscars mein Tiffany Haddish bhi sasti si poshaak pehan kar gayi thi.
kai kai varsh poorv, kahin kisi ayojan athva gathering mein.. Medha Patkar ji ka aagman hua.
Achanak halchal hui.. ki.. Medha ji aa gayi.. Medha ji aa gayi.
Jab humne unko dekha.. tou sarv-saadharan si dikhne waali ek safed ya off-white si saadi mein thi.
kintu unka रसूख aisa, unki image aisi.. that her work speaks for her.

Click here to reply
90's fashion