Hot Deal

Shares Bought 43 Years Ago Now Worth Rs 1448 Crore, But Company Rejects Investor's Claim

422°
26 Comments  |  
11 Dimers
  • Sort By
Deal Subedar Deal Subedar
Link Copied

All these govt. banking authorities aren’t doing anything. NBFCs are the best example of their ignorance. Customer should be treated as primary but no every damn company is harassing people in all possible ways cz they know that no authority will sue them. 1 saal ka bharosa ni in companies pe to ye to fir bhi itne saal purane shares h.

Benevolent Benevolent
Link Copied

22g just imagine what 1448 crore can give you in life. hope that family gets them soon.

View 19 more replies
Deal Cadet Deal Cadet
Link Copied

sad

Critic Critic
Link Copied

@malikcool @MrKool_JJ @Awake

Tech Guru Tech Guru
Link Copied

Since it was an unlisted company and was not paying any dividends, the family gradually forgot about the investment.
Never ever forget about your investments. Lesson learnt in a hard way.
Kuch log bolenge, invest and forget. Bhai taab unhe ye baat kaa yad dila dena.
@MrKool_JJ @malikcool @guest_999

Tech Guru Tech Guru
Link Copied

Bhai jo log market ko nai jaante, agar Harshad Mehta jaisa fraud ho sakta hai toh kuch bhi ho sakta hai. Agar investment karke bhul hi jana hai toh bhai koi toh investment karneka nai. 🙂 Bhai kuch bhi ho sakta hai. Ho sakta hai koi nalayak rishtedaar becha ho n chipa raha ho sabse. 🙂 Yaa fir koi broker kiya ho. Yaa fir koi mistake hui ho.
Ab saab demat format me hai. Toh bhai 10 saal ke baad agar NFT format me rahega toh apun ko change karna hi hoga. Apn bolega apn bhool jaenge n koombhkarn ke nidra me soyenge toh kuch gafla toh hoga hi naa.

Chemplast Sanmar ke IPO ke time me kuch log ro rahe the Twitter me ki fraud ipo hai. Babuji fraud hui kahan? Investors ko out toh dikhaya tha. 1 saal time diya. Fir time diya. Agar koi apna hissa nai diya toh wahi loser hai. Koi fraud nai hua tha. Saab thik hi tha. Company delisted hua shayad 15₹ me. Company usi rate me buy back kiya.

Toh isi tarah long termers ke bhi Lanka dahan hoti hai. Aur ye baat koi jyada bolta nai. 🙂

replyuser
Click here to reply
Reply